CoS 37-EXPRESSED
I waited for
half an hour and I was back into the dream world.
In the Darbar…
Rana ji, Bijolia se Phool Kanwar baisa aayi hai…Ajabde baisa
ke vivaah patra leke
Unhe darbar mein bulaya jaye…patra ke sath
Pranam Rana ji
Yeh Ajabde ka vivaah nyotha
Hum aagya chahte hai
Rana ji aur Afghan ne apna fauj badana shuru kar diya hai
Kya??
Kunwar Pratap aap kya kehna chahte hai iss vishay mein??
The court
proceedings were going on but Kunwar Pratap was lost in his world. Since his
Ajab had separated from him, he was like a puppet; he did not know what was
going on around him…he was so busy in his dream world that he did not know
anything about the Afghans.
He was busy in
thinking what he had to do about his Ajab…
A letter had
arrived on his name a few days ago. It was a letter he was waiting for from so
long. It was from his Ajab…
“Pranam Kunwar Pratap…
Hume abhi pata chala
hai ki aap Mewar laut chuke hai aur humara vivaah kisi Toranmal se hone wala
hai… Kunwar Pratap woh Toranamal…woh pehle se vivahit hai…uss ne daata se jut
kaha hai…aur hume lagta hai ki Uma Devi ji ka hi koi kiya dhara hai…Kunwar Pratap,
woh apki vivaah Pool se karwa na chahti hai…humne unhe suna hai ki veh Phool ko
Mewar ki Kunwarani banana chahti hai…Kunwar Pratap iss se hum char logo ki
zindagi karab ho jayegi…Shakti htuth jayega..Phool toh abhi se duniya chodna ki
baat kar rahi hai…hum bikar jayenge…Kunwar Pratap aap toh jante hai ki humara
man apka hai…toh hum kisi aur ke sath vivaah kaise kar sakte hai…humne kuch
nahi kaha daata ko kyu ki yeh unka vachan hai magar aap toh humare mitra hai
aur hum apse hi prem karte hai…aap kuch kariye…hum iss vivaah se pehle apse mila na reh sakte hai…hume milna
hai apse…ek baar…vivaah se purv apke sath kuch samay bitana hai aur…aur ek baar
apse ladna hai…apke sath talwar chalani hai…Chetak par ek baar savaar karna
hai… aur apko apke naam se pukarna hai…aur apka chitra banana hai aur bahot
kuch…aap ek baar humse milne aayiye… Ranimaa koh bhi layiye na aap…unke sath ek
baar pooja karni hai…hum jante hai ki aap har roz humara bhajan sunnane ranimaa
ke kaksh mein aate the..hume ek baar apko hume bhajan sunnana hai…ranimaa ke
sath man ki baat karni hai..ek baar Kunwar Pratap…ek baar apse ghale milna
hai…aap ek baar ayiye Bijolia aur humse milkar jayiye…yeh ek mitra ka nivedhan
hai..ek premi ka nivedhan hai…ek akri baar mil lene dijiye…pata nahi hume parantu
shayad yeh akri baar hoga humara milna…Kunwar Pratap humara apse vinthi hai ki
aap hamesha Bijolia aur unke vasiyo ka suraksha kijiye…apse vinthi hai…aap
sheegra ayiye humse milne…hum prateeksha karenge…humara vivaah agle mahine hone
wala hai…aap ayiye naa…humare liye…humare prem ke liye…
Apki,
Ajabde”
He did not know what he
should do. He had no idea what he had to do…he cannot go to Bijolia without his
father’s permission and he could not meet Ajabde because of mausi. He did not
know what he had to do.
Dada bhai…
Dada bhai…dhajiraj…
Kunwar Pratap woke him
up from his sleep.
Kunwar Pratap aap kaha koye hue hai??
Kahi…kahi nahi dhajiraj
Toh iss vishay mein kya karen hum??
Hum… dhajiraj, humare mat se hume shanti rakhni chahiye…hume
unhe dekha chahiye ki veh kya karenge aage…
Accha toh aap keh rahe hai ki hume kuch nahi karna chahiye
aur pair pe haath rakhke baitna chahiye
Nahi dhajiraj…hum agar kuch karenge toh veh apna fauj
badayenge… par agar humne kuch na kiya toh veh sochenge ki hume unke baare mein
nahi pata…aur waise bhi humare sanik tyaar hai yudh ke liye…
Rana ji hum Kunwar Pratap ki baat se sehmat hai…
Thik hai hum aisa hi karenge aur Kunwar Shakti ke vivaah ki
tyaari karenge
In Rana Uday Singh’s chamber…Kunwar
Pratap, Kunwar Shakti and Rana are there
Dhajiraj hume apse kuch kehna hai
Kahiye Kunwar Shakti
Dhajiraj…hum yeh vivaah nahi kar sakte hai!!!
Apka dhimakh ko kuch toh nahi hua hai??
Dhajiraj aap cahe kuch bhi kahe…hum Solankani Bai se vivaah nahi
kar sakte hai…
Kya??
Apne toh humse pucha hi na tha ki hum yeh vivaah se prasanna
hai ya nahi
Apne humse humari rai nahi puchi
Hume vivaah se koi aapaththi nahi hai..magar hume Solankani
Bai se vivaah nahi kar sakte hai…
Hum kisi aur se prem karte hai
Kya?? Aur woh kaun
Dhajiraj woh hum batate hai
Batayiye Kunwar Pratap…
Phool Kanwar
Toh aap bhi iss sab mein shamil the!! Apse humari yeh umeed
na thi…
Aap aisa kaise kar sakte hai
Aap toh humse iss vishay mein keh sakte the…apne humre sath
vishwas ghat kiya
Dhajiraj aap yeh kya keh rahe hai…
Pratap aap hume bata sakte the ki Kunwar Shakti iss vivaah
se prasnna nahi hai…
Dhajiraj yeh hume nahi Kunwar Shakti ko batana chahiye
tha…hum toh swayam dukhi the
Pratap humne socha tha ki aap humse kuch nahi chupate magar
hum galat the…nahi…nahi…aap chupate nahi the magar jab se woh samanth putri
apke jeewan mein aayi…tabse apne yeh sab shuru kiya
Dhajiraj aap Ajabde ke baare mein kuch na kahe….aap nahi
jante Ajabde ke baare mein…veh…veh…
Apne unke sath reh rehkar apne bado se baat karna bhi bhul
chuke hai
Dhajiraj hum apse issath se hi baat kar rahe hai…
Pratap aap kisi samanth putri ke liye apne dhajiraj se aisi
baat kar rahe hai??
Dhajiraj humne kaha na ki Ajabde samanth putri nahi hai…veh
humari patni hai aur rahenge…aap joh karna hai kariye
Pratap apka aur unka vivaah nahi hua hai… aur humari bahu
nahi ban sakti hai…unka sagaaii kisi aur se ho chuka hai
Magar humne unhe apna patni bana diya hai aur aap hume unhe
patni bulane se nahi rok sakte hai….aur unka Sagaii nahi hua hai…
Pratap apko unke baare mein yaha mein baat nahi karni
chahiye…
Hum karenge…woh humare patni hai
Apki patni Ajabde nahi hai
Patni toh Ajabde hi hai humari
Agar aisi baat hai toh aap apne patni ke sath Mewar ke bahar
reh sakte hai
Apka iss mahel mein koi sthaan nahi hai
Thik hai…thik hai hum abhi iss mahel se jaa rahe hai aur
humara iss mahel se koi samband nahi hai…hum sirf ranimaa se milne meera maa ke
mandir mein ayenge…
Hum jaa rahe hai
Dada bhai…rukiye naa
Dhajiraj dada bhai ko rakiye naa
I was brought back to
reality.
Comments
Post a Comment