CoS 36- THE NEW DRAMA

The mail was from the stranger. I could not comprehend what was happening… how a mail can come from a person in a book.
The mail read as follows.
Hello…Mrs. Singh
Hope you are enjoying the trips to the wonder world but I am sorry to inform you that you cannot visit the wonder world for the next few days starting from the first week day of the upcoming week. So as an offer you can visit the book for more time per day till the upcoming week in more parts. Also this week’s visit will be the last few visits.
From,
The Stranger
This was something unexpected but I knew when I would not be able to visit the book when I will be in a trip…a college trip with my friends. But what saddened me was that I could not visit the book any more after this week.


Hansa bai ji…hume aur raj parivaar ko apki putri ka bhojan pasand aa gaya…
Jaiwanta Bai ji unka bhajan aanandith lagta hai
Sajja Bai ji unke saath baat karna accha lagta hai
Kunwar Shakti ne toh Ajabde ko apna jija bana diya
Aur Kunwar Pratap ko toh unke sath rehne ka aadath lag gaya hai…hum sabhi ko
Kunwar Pratap toh unke hath mein apna dil kho diya hai

Rana ji aap yeh sab kya keh rahe hai…humne nahi samjha…

Hansa bai ji hum toh yaha raj parivaar ke sath Ajabde ka haath Kunwar Pratap ke liye mangane
Aur toh aur humne dekha hai ki Kunwar Pratap aur Ajabde ne swayam ko pehle se hi pati- patni maan liya hai
Kya apko yeh rishata svikaar hai

Ranaji yeh kaise ho sakta hai…aap raj parivaar se hai aur hum ek samanth

Rao ji, bhuliye nahi ki aap aur hum, dono hi sath sath yudh mein jaate hai aur hum apko bhai bulate hai..yani ki hum dono ek samaan hai…
Rana ji hum pehle Ajabde se unki man ki baat puchna chahte hai
Jaise apki iccha

Suno
Ji hukum
Jaake Ajabde ko bhula lao
Ji Hukum

Baisa…
Ji
Baisa apko athiti kaksh mein bhulaya gaya hai
Ji…aate hai


Pranam Ranaji
Pranam Ranimaa
Aashirvaad dijiye
Sada sukhi raho

Ajabde…yaha apka vivaah prastav aaya hai…
Daata vivaah…
Rana ji aap ka haat Kunwar Pratap ke liye mangane aaye hai…kya apko svikaar hai yeh vivaah
Daata hume yeh vivaah svikaar hai

Badayi ho Rao ji
Badayi ho

All became busy with deciding dates for the engagement while Ajabde spent time with her brother for she had to depart in few days.

Rana ji humne Kunwar Pratap aur Ajabde baisa ke kundali dekh li hai…
Batayiye toh sahi kya kehta hai
Rana ji kundali ke anusaar in dono ka vivaah….
Pandit ji sab kushal toh hai
Dheeraj rakhiye Kunwar Pratap
Hahahaa
Rana ji kehta hai ki un dono ka vivaah ho sakta hai… dono ke chatiz ke chatiz gunn milte hai…magar
Magar kya pandit ji??
Rana ji vivaah sheegra ati sheegra ho jana chahiye varna
Varna kya??
Varna putra prapti mein vilamb ho sakta hai

Toh pandit ji aap hi koi muhorath nikal dijiye
Jo aagya
Rana ji Sagaii kuch ek mahine ke andhar ho sakta hai…vivaah uske kuch din pashchath…
Dhanyawad pandit ji
Sabko badayi…badayi

Kushi manaki awashyakata anhi hai…kaisi kushi hai yeh…
Uma Devi ji aap??? Bijolia mein???
Ruqiye Rana Uday Singh ji…hum batate hai
Yeh Marwar ke samanth hai aur inse apke sambandi ne vachan diya tha ki unke putri ka vivaah inke putra Toranmal se hoga…
Kya??
Mamrak ji kya yeh satya hai???
Kya yeh satya hai??

Rana ji shanth raiye…
Kaise shanth rahe…hume bhai ek vachan todhne jaa rahe the…
Batayiye Rao Mamrak ji…

Rana ji yeh satya hai…parantu yeh humare bachpan ka vachan tha…jab humari vivaah bhi nahi hue thi
Mamrak ji vachan jab bhi diya ho…vachan vachan hi hai…
Rana ji aphi kuch kahiye…hum kya karen
Mamrak ji aap apna vachan nibhayiye…Kunwar Pratap samjh jayenge
Joh aagya

The upset royal family returned to Chittor after finalizing dates for Kunwar Shakti’s and Solankani Bai’s wedding. Meanwhile in Bijolia, all the preparations were done and the date of Ajabde’s and Toranmal’s wedding was fixed. The invitation was sent to Mewar also.
Phool came with the invitation to Mewar. By then Shakti had made up his mind to tell his parents about his love.
Before the ultimate part I was returned back and a note appeared on the book

Mrs. Singh…
One more part for the day and you are done
From,

Mr. Stranger

Comments

Popular posts from this blog

OAB DAY- Blood Donar's Day

ArChi- Rose Day

ArChi- Chocolate Day 2