CoS 34- HELP
I was again
left in the world of loving and caring people and Bravehearts too.
Ajabde knew
what she had to do. She went to Ranimaa, she knew only ranimaa could help her
out in this issue.
Ranimaa…
Ajabde…andhar aao beta
Pranam ranimaa
Baito humare paas
Ji ranimaa
Achanak Ajabde yaha…koi avashyak karya tha??
Nahi ranimaa…hum apse milne aaye
Accha
Waise ranimaa hume Kunwar Shakti ke baare mein kuch baat
karni hai
Toh karo Ajabde
Woh ranimaa…humne suna ki Kunwar Shakti ka vivaah tay hua
hai…Gwalior ke rajkumari se
Haan…Ranaji aur Sajja behena ne hi tay kiya
Ranimaa Kunwar Shati humare paas aaye the aur unhone humse
kaha ki unhe iss vivaah se koi prasanatha hai
Kya?? Unhone toh Ranaji aur Sajja behena ko suna tha…tab toh
unhone kuch na kaha
Ranimaa…veh kisi aur se prem karte hai…veh Solankani bai se
vivaah nahi karna chahte…veh toh Phool Kanwar se vivaah karna chahte hai
Ajabde agar yeh sach hai toh pata nahi Ranaji unka kya
karenge
Hum jante hai ranimaa isliye toh humne yeh baat apse kahi
Accha Ajabde, hum kuch karte hai…shayad hum Ranaji se hi
baat karenge
Ji ranimaa
Aagya dijiye
In Ajabde’s
chamber
Ajabde…
Kunwar Pratap aap yaha??
Kyu hum apne patni se nahi milne aa sakte hai??
Heh…hum abhi apke patni nahi hai…sirf humara vivaah ka baat
chal raha hai
Tabhi…aap toh humari patni hai…
Nahi…
Hai…humne apko humari patni maan liya hai aur ab hum apke
bina reh nahi sakte hai…iss ka arth hua ki aap humari ardhagini hai
Kunwar Pratap aap yeh apka yeh bakwas band kijiye…hume apse
kuch kaam ki baat karni hai
Accha…toh kariye
Woh…Kunwar Shakti ne humse kaha ki unko vivaah nahi karna
Haan toh…unka vivaah abhi toh nahi ho raha hai…abhi toh veh
chote hai…
Nahi Kunwar Pratap…Ranaji ne unka vivaah Rajkumari Solankani
se tay kiya hai aur veh vivaah se prasanna nahi hai
Kya??
Haan…apko toh pata hai ki unhe Phool prasand hai
Haan, sahi baat hai
Waise maine ranimaa se baat kar li hai iss vishay par
Accha kiya…ranimaa hi kuch karengi
Haan
Accha ab baat hua toh hum toda samay sath bhitaye??
Kunwar Pratap aap din bar din badmaash ho rahe hai
Nahi…yeh sab prem ka asar hai
Accha…prem toh hume bhi hua hai…hume toh aisa kuch anubhav
ho raha hai…kyu??
Kyu…accha prashna hai
Uttar batayiye
Uttar hum jante hai
Toh batayiye na
Ek kshan ruqiye…
Chakrapani…
Chakrapani…
Aap unhe kyu bula rahe hai??
Taki hume pata chal sake ki aap pehle bhi aisi thi ya vivaah
tay hone ke kaaran aisi hai
Kunwar Pratap…yeh prem ka asar hai
Humne kaha na…ab aap apna haar swikaar kijiye
Accha accha
Kahiye, Apki jeet aur humari haar
Humari jeet aur apki haar
Heh?? Apki jeet aur humari haar
Apki jeet aur humari haar
Suddenly a
daasi drops in
Ajabde baisa…
Ji
Apko aur Kunwarsa ko darbar mein bulaya gaya hai
Ji abhi aate hai
Chaliye Ajabde
Ji chaliye
They both went
to the court. Ajabde went to Jhokra while Pratap went to his seat. All the
ladies and gents of royal family had gathered there. Maharani, Jaiwanta Bai;
Chotirani, Sajja Bai, Dheer Bai Bhatyani, Veer Bai; Prince, Pratap, Shakti, Vikram,
Jagmal; Princess, Maan and Guests, Ajabde, Phool had gathered along with the
council of ministers.
I was
transported to the normal human world where the humans were rushing and were in
hurry.
Comments
Post a Comment