Ek Maharana Ek Maharani
This is the own point of view of the author.
Mewar mana raha kushiyan
Sab de rahe badhayiyan
Rana ban rahe Pratap
Rani ban rahi Ajabde.
Vinayak puja sampan hua
Gau puja bhi samapth hua
Mata ka darshan hua
Pita ka yaad aaya.
Pratap ko pagdi pehenane ka rasam aaya
Chundwat ne pehenayi padgi
Rajmata ne kiya tilak
Aur bhillo ne bahaya rakth.
Phir bulaya rani ko
Paanch raniyo mein gayi ek
Kyuki rana ne bulaya sirf ek ko
Kaha "aayiye ajabde"
Pandit ji ne aadesh diya stan grahen karne ko
Rana ne kaha "ajabde aaj yaha humare sath virajegi"
Baiti woh rana ke baayi aur
Taki woh keh sake "rana ji hum sadaiw apka sewa karte hi rahenge"
Iska uttar tha "ajabde chahe aap sewa karen ya na karen hum toh sirf aur sirf aapse hi prem karenge aur aur aap Hi rahengi humari maharani"
Yah thi unke ankho ka kamal.
Sab ke samne bina kahe hue baath
Ek adbudh maharana ke liye bani ke ajab deh wali maharani
Aur Pratap ke liye bani Ajabde
Comments
Post a Comment