CoS 30- RUTHNA MANANA

By the time I tried calling Pratap the book left me back in the past.
After all dispersed and after Pratap went to his room, Ajabde went to meet Pratap.
Kunwar Pratap……
Ajabde….ayiye andar ayiye
Kunwar Pratap hume apse kuch baat karni hai
Haan Ajabde karenge baat magar aap andar toh ayiye
Nahi abhi karna hai
Ajabde andar ayiye pehle, yeh humara hukum hai
Kunwar Pratap apne hume sab sach kyu nahi bataya???
Hume apne jut kyu kaha??
Batayiye
Ajabde baat kuch aisi thi
Kaisi baat thi??
Jab aap humse prem karte hai toh apko humpar vishwas toh karna hi hai na….nahi shyad yeh apka koi khel toh nahi
Nahi Ajabde….hum apse prem karte hai aur yeh hum sawghand khake kehte hai
Toh humpar vishwas….
Hum karte hai vishwas Ajabde
Hume toh nahi lagta
Kyu nahi??
Kyuki apne hume kuch nahi bataya
Ajabde….maan jayiye na
Nahi aur hum jante the aap kuch natak ya aisa hi kuch kar rahe hai…hume apki baat hi nahi manani thi
Nahi apne hume kayar samjha hoga….
Socha hoga ki hum apke apradhi ka kuch nahi kar payenge
Hum jante the yeh raj parivaar wale aise hi hai
Kuch kehte hai aur kuch karte
Aap ne humare sath vishwas ghat kiya
Hume laga ki aap humse sacche prem karte hai aur hum par vishwas karte hai….
Hume pehle hi anumaan laga lena chahiye tha ki aap rahe bade Mewar ke Kunwarsa aur hum toh ek cheeti samam samanth putri…..
Bale hi humare daata apke aur ranaji ke sath ladte hai hum kaise apke jeewan ki rani ban sakte hai….
Hume toh pehle hi pata chal jana chahiye tha….
Hum kaise bhul sakte hai maa ka kehna….
Hamesha kehte thi ki bade bade sapne mat dekha karo joh bekar jayenge….
Hume kaise yeh soch sakte hai ki….hum….ek samanth putri ek shurveer yodha woh bhi Mewar ke Kunwar Pratap se vivaah…bilkul nahi
Hume yeh bhul kaise kar di…..

Ajabde Ajabde, hum apke har ek prashna ka uttar denge parantu pehle yeh sun lijiye
Pehli baat, aap par hume purn vishwas tha, hai aur sadaiv rahega
Dusri baat, aap swayam ko ek samanth putri kyu na samajh ke parantu humare liye aap ek rajkumari se bhi upar hai
Thisri baat, hum apse utna ki prem karti hai jitna aap humse karti hai….nahi…hum usse zayda prem karte hai
And akhri baat, apne humse vivaah karne ka sapna joh dekha hai hum use bikarne nahi denge aur yeh humara vada raha
Before even Ajabde could take in all his words he was holding her to him. He after completing his lines clasped her and took her in his arms. To stay there for her was very safe, she was happy about what he had told.

Ab aap humse koi bhi prashan puchiye…hum uska uttar sach sach kahenge
Puchiye
Kunwar Pratap aapne humse jut kyu kaha??
Woh isliye kyu ki agar hum apse sach kehte toh aap apne saare kaam karya chod humare suraksha mein juth jaati
Phir apne humse yeh kyu nahi kaha ki aap uss apradhi ko jante hai
Kyu ki hum jante the ki aap yeh baat dhajiraj tak le jayenge
Kunwar pratap apko hum yeh toh kehna tha na ki aap uss apradhi ko pakadne waale hai
Kyu?? Taki aap bhi humare peeche peeche uss sarp bari guphe aa pahunche??
Kya??
Jaha hum gaye the uss Mughal ke hatyaar ke peeche wala sarp hi sarp the
Kunwar Pratap apko kuch hua toh nahi??
Nahi Ajabde…
Kisi sarp ne apko kata toh nahi??
Kata na
Kaha??
Pair mein
She bends down to check his feet.
Ajab… uthiye
Apne hume kya bulaya?? (She jumps up to face him)
Woh…Ajab…
Hume bahut accha laga
Agar aisi baat hai toh ab se hum apko Ajabde nahi Ajab bulayenge
Thik hai Kunwar Pratap…
Ajab apne dekh liya toh hume Chittor ghum aaye??
Haan magar Kunwar Pratap aaj nahi kal
Jaise apki iccha
Accha aagya chahte hai….sandhi puja ka samay ho gaya hai
Ajabde happily goes away from there.
In her prayer room,
Ajab…. (Smile adorns her face)

Kya soch rahi hai aap???
Kuch nahi…
Nahi aap kuch toh soch rahi hai Ajabde
Nahi Phool
Ajabde sach batayiye varna hum Kunwar Pratap se keh denge ki Ajabde sirf natak kar rahi hai
Phool….
Toh batayiye
Woh…Kunwar Pratap ne hume Ajab bulaya toh hume usi ke bare mein soch rahe the
Accha….Kunwar Pratap ne humari sakhi ka naam rakha hai….aur unke bhai….kuch jante hi nahi….joh kuch bhi unse pucho bas haan ya na
Phool abhi toh veh chote hai
Accha aur aap kab bani badi aur kab Kunwar Pratap bane bade…humne toh yeh hi suna ki Kunwar Shakti Kunwar Pratap se kuch mahine chote hai….phir toh Kunwar Pratap ko bhi chota hai hona chahiye na
Phool…humne kab kaha ki hum aur Kunwar Pratap bade hai??
Nahi kaha magar apne joh kiya hi kuch aise
Heh??
Apne joh pyaar kiya aur ab vivaah bhi toh hone jaa raha hai
Phool…vivaah ka hume nahi pata parantu prem toh apne bhi kiya na
Haan baba haan
Accha chaliye chodiye yeh yahi….pooja ka samay nikhalta ja raha hai
Haan
Ajabde continued with her pooja which Phool went away after a while.
 The book left me back in the room all alone again.


Comments

Popular posts from this blog

OAB DAY- Blood Donar's Day

ArChi- Rose Day

ArChi- Chocolate Day 2